CarBachatby Himanshu Drive

‹ Home

Hamare baare mein

CarBachat Himanshu Drive YouTube channel ki website hai. Channel pe hum Hinglish mein car reviews, comparisons aur "kaunsa variant lena chahiye" jaise sawaalon ke jawab dete hain.

Videos ke comments mein sabse zyada ek hi sawal aata hai: "dealer ne itna bola hai, sahi hai kya?" Isi sawal ka jawab dene ke liye ye tools banaye gaye hain, taaki aap kisi bhi car ka hisaab khud laga sako aur ek rupaya bhi zyada na do.

Hum kaise kaam karte hain

Sawal ya galti dikhe to YouTube channel pe comment karo.